rustom ko nehla ke upar chhod diya hai dhoop mein sukhne ke liye … bura maan ra tha chilla ra tha par kya kar sakte hain jo jaruri hai vo hai .. dimaag mein bohot kuch soncha jata hai par kuch kiya nahi jata … karne ki ichchha shakti nahi ban pati jaise upar apne room mein bohot kaam hai karne ko .. padhayi ka kaam hai assignments , ut ke liye padhna aur phir exxam ke liye .. fees jama karni exam ki aur sab …
lekin mann kar raha hai ki bas khana khaun aur padi rahun …
rustom ko lane ja rhi hun 15 min se upar hi hai … dhoop mein jal jayega nahin toh